Miya Biwi Me Jhagde Ko Rokne Ka Wazifa ,” Agar Miya Biwi Me Jhagda Rahta Ho Aur Ghar Ke Halat Kharab Ho Gaye Ho.Har Waqt Ghar Me Jhagda Rahta Ho.Miya Biwi Me Mohabbat Na Ho Miya Biwi Ka Rishta Bahut Kharab Ho Gaye Ho Miya Biwi Ki Aapas Me Bilkul Bhi Na Banati Ho To Is Wazifa Ko Miyan Biwi Rozana 3125 Bar Roz Padhe.Inshaallah Miya Biwi Dono Me Mohabbat Paida Ho Jayegi Aur Ghar Ke Halat Bhi Drusat Ho Jaynge
Mohtaram viewers Aksar ye hota he k wazifa amaliyat Me kamyabi nahi milti Wazaif or Amaliyat parhne me kuchh zaruri baton ka khayal zarur rakhe is se aap k amal or wazaif me jald hi kamyabi milegi inshaallah
1)Sab se pehle Namazo ki pabandi zarur kare is se behad faida hasil hoga or is se bara koi wazifa yaa is se behtar koi bhi amal meri nazar se nahi guzra
2)jis Aayate qurani ya allah k naam ya ki kisi or arbi ka wird diya ho use sahi talaffuz k saath parhe
3)Wuzu k saath parhe to behtar he.
4)jis amal ya wazaif ko jitni martaba diya gaya utni martaba hi parhe kam zyada na hone paya.
5)Agar kisi waqt ko muqarrar kiya he to usi waqt me parhe.
6)amaliyat ow wazaif ka istamal jaaiz kaam k liye hi kare warna nuqsaan bhi ho sakta he.