Shohar Ki Narazgi Door Karnay K Liye Wazifa

Agar kisi aurat ka khawand aurat par khafa bohat hota ho ya nokar par naraz ziyada hota ho to 41 martaba Ya Maniu parh kar subah-o-sham un k samnay ya peechay say dam kar diya jaye. Insha Allah Azzawajal thoray din may sari shikayat door ho  jaye gi.

 

shohar-ki-narazgi-door-karna

 

 

Shohar Ki Mohabbat Hasil Karne K Liye Wazifa

 

Shohar ki mohabbat hasil karne k liye ta husool e maqsad awal aakhir 11 11 martaba Durood Sharif k sath rozana 1250 martaba Al Kabeer parhein or pani par dam kar k pilayen.